Sad Shayari :: Love - Romantic :: Gurmeet Mann - Download Full Version Highly Compressed Pc Game

Breaking

Post Top Ad

PopAds.net - The Best Popunder Adnetwork

Post Top Ad

Tuesday, March 24, 2015

Sad Shayari :: Love - Romantic :: Gurmeet Mann

Sad Shayari :: Love - Romantic :: gurmeetmann <
Saath Humara pal bhar ka sahi
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi


************************************************

yakeen banke log zindigi mein aate hai
Aankho mein baste hai Dil mein samate hai
pahle to yakeen dilate hai ki wo hamare hai
baad mein jane kyu tanha chhod jate hai




************************************************

Nazar usse milau to sharminda na karde
Izhar-E-Ishq karu to inkar na karde
Meri lash ke pas na bithana use yaaro
dar hai wo chhu kar mujhe zinda na karde


************************************************

Aksar nasha hame ho jata hai
aur ilzaam sharab pe aata hai
kasur us sharab ka nahi dosto
kasur to us chehre ka hai jo hame
whisky ke glass me nazar aata hai


************************************************

Dil dard ke samander me doob gaya
magar in ankho se roya na gaya
Tha itna pyaar iss Dil me
ki uske bagair kabar me bhi soya na gaya


************************************************

Khushiyaan ek kahani ban ke reh gayi
milte milte yeh dooriyaan badti gayi
na jane kahaan gayi woh khilte huye mausam
dil mein ek parchhayi si chha gayi


************************************************

Woh chalte chalte itne door chale gaye
Hamein rokna bhi na aaya
Hamne unka naam liya phir bhi
Shayad unhein sunna na aaya


************************************************

Mere dil ko todakar tum jaaoge jahan
Meri baate yaad tumako aayegi wahan
Main to apna samajhkar tumhe maaf kar dunga
Magar maaf na karega tumako ye jahaan


************************************************

Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain
Apni tanhayi se teri baat karte hain
Tu bhul ja ya khauf-e-badnami se ho juda
Har ghadi har pal tujhi ko yaad karte hain


************************************************

jee bhar gaya hun apni zindgi ton
man tut gaya hun saryan rishtyan ton
hun kisi te ki aitbaar kariye
sada te vishwas hi uth gaya hun duniya ton


1 comment:

DO NOT SPAMM HERE OR OTHER LINKS HERE
ADMIN WATCH YOU ALWAYS

PopAds.net - The Best Popunder Adnetwork