Sad Shayari Page 23 - Download Full Version Highly Compressed Pc Game

Breaking

Post Top Ad

PopAds.net - The Best Popunder Adnetwork

Post Top Ad

Saturday, June 20, 2015

Sad Shayari Page 23

Sad Shayari Page 23


************************************************



Tay karna tha ek lamba safar par koi hamsafar nahi tha;
Mujhpe aate jate mausamo ka koi asar nahu tha;
Kya khub mili thi unse meri najar kisi roj;
Ab na mile wo ek pal bhi to hamko sabar nahi tha.




************************************************



kya khub kaha tha galib ne ishq ek aag ka dariya hai;
Jaana hai rahi ko us paar jahan basi uski duniya hai;
Sochta hai rahi doob ke jau ya tair ke jau us par;
Ab lautne ka na waqt hai aur na hi bacha koi jariya hai.


************************************************



Haara hun main mohabbat ki har baji har imtihaan ko;
Kyun nahi milti kamyabi is sansar me dil ki juban ko;
Mujhe shikayat nahi hai gairon se kabhi ;
Jab apno ne hi diya hai mera naam har iljaam ko.


************************************************



Ek hasrat thi ki unke dil mein panah milegi;
Kya pata tha unse mohabbat ki saja milegi;
Na apno ne samjha na giaron ne jaana;
Kya pata tha meri taqdir hi mujhe bevafa milegi.


************************************************



unse judai ka ek lafz mujhe shool sa lagta hai;
Unke bina sab kuch mujhe dhool sa lagta hai;
Kaise batayen unhe ki kitni mohabbat hai unse hame;
Unki chahat ke siva mujhe sab fijool sa lagta hai.




************************************************



Is zindagi ko jeene ki aarzoo,
Bin tere hai adhuri,
Tera sath jo mil jaye,
Meri zindagi ho jaye puri…


************************************************



Raahoan mein chalte chalte thokar khayi hai humne,
zindagi ko sawarte sawarte dhoka khaya hai humne..
waqt ek aisa bhi tha jab ajnabi bhi apne lagte the,
aaj apno ko ajnabi banaya hai humne.


************************************************



Yeh zindagi hame kuch nahi deti,
sivaye gam our aansu ke,
behte he ham kismat ke dariya main,
har kisi ko pyar naseeb nahi hote.


************************************************



Kaash tu meri jindagi me aayi nahi hoti,
Ye chand ye taare ye khudai nahi hoti,
Mei tumhe haden tod kar pyar krta,
Agar tu mujh se prayi na hoti.


************************************************



Aansuoo ka bin maine, ab jeena seekh liya,
Ab maina ye jana, kise kahu apna.
Hai koi yaha jo mujh se keh gya, ke kaha tu rhe gayi,
Zindagi toh hai jaise Kaarwan tu hai, Tanha kab yha,
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yaha.
Der lagi lekin , maina ab hai jeena seekh liya,
Aansuoo ka bin maina, ab jeena seekh liya.


************************************************

No comments:

Post a Comment

DO NOT SPAMM HERE OR OTHER LINKS HERE
ADMIN WATCH YOU ALWAYS

PopAds.net - The Best Popunder Adnetwork